Turpeya
Bharat
Lyrics
Char paise kamawan layi main aaya ghar se door
Ghar se door main aaya lekin ghar na mujhse door
Dekh mere batuve vich, dil de mere batuve vich ab bhi ghar da photo
Seena cheerke check kar lena doubt joh koi ho toh
Ke main turpeya main turpeya main turpeya ghar se door
Ke main turpeya main turpeya par jaana laut zaroor
Ke main turpeya main turpeya main turpeya ghar se door
Ke main turpeya main turpeya par jaana laut zaroor
Sab mil gaya par na mila ghar jaisa koi suroor
Main turpeya main turpeya par jaana laut zaroor
Ho roz ki befikri pardeso mein nahi
Baat jhappi wali sandesho mein nahi
Fursaton bhara samma haan milta hai yahan
Rishton mein garmahat waisi lagti yahan kahan
Haaye char paise bachawan layi main turpeya o main turpeya
Hoye ghar pe khushi liyawan layi main turpeya haaye main turpeya
Maine yahan pe aake jaana thaane jaisa mulk begana
Kismat wala hai joh peeche mudh gaya, mudh gaya, mudh gaya
Main turpeya main turpeya main turpeya ghar se door
Ke main turpeya main turpeya par jaana laut zaroor
Ke main turpeya main turpeya main turpeya ghar se door
Ke main turpeya main turpeya par jaana laut zaroor
Ho dhoop kheton ki woh yaadon mein hai abhi
Ek ladki jaisi lagti thi woh kabhi
Garmiyan nigaah mein meethi si ada
Ab bhi hai apna dil uspe pehle jaisa fida
Oye yaar mujhko piyawan layi main turpeya main turpeya
Usko paas bulawan layi main turpeya o main turpeya
Dekhe jalwe masti tere par woh dil mein basti mere
Yaad mein jiski yeh dil yoon hi bhar gaya, bhar gaya, bhar gaya
Main turpeya main turpeya main turpeya ghar se door
Ke main turpeya main turpeya par jaana laut zaroor
Ke main turpeya main turpeya main turpeya ghar se door
Ke main turpeya main turpeya par jaana laut zaroor
Main turpeya
Main turpeya
Watch Video