Lyric4U
Tumse Milne Ki Tamanna Hai

Saajan

Watch Video
Lyrics
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Joh kabhi hum mile
Toh zamana dekhega apna pyar
O mere yaar
O mere yaar
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Joh kabhi hum mile
Toh zamana dekhega apna pyar
O mere yaar
O mere yaar
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Main shayar nahi, deewana nahi
Main aashiq nahi, parwana nahi
Main shayar nahi, deewana nahi
Main aashiq nahi, parwana nahi
Mili jabse nazar tabse jaan-e-jigar
Mili jabse nazar tabse jaan-e-jigar
Main ho gaya deewana
Main ho gaya deewana
Ab jaane kya hoga jaan-e-jaana
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Kya pata phir kahan kab mulaqat ho
Woh haseena se phir dil ki baat ho
Kya pata phir kahan kab mulaqat ho
Woh haseena se phir dil ki baat ho
Uske jaisi haseen maine dekhi nahi
Uske jaisi haseen maine dekhi nahi
Rokega kya zamana
Maine dil mein hai thana
Mujhko usse hai abhi apna banana
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Joh kabhi hum mile
Toh zamana dekhega apna pyar
O mere yaar
O mere yaar
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Watch Video