Lyric4U
Tumse Bhi Zyada

Tadap

Watch Video
Lyrics
Mohabbat mein yun hadh ko paar kiya
Mohabbat mein yun hadh ko paar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Dard ki hadhon ko bhi paar kiya
Dard ki hadhon ko bhi paar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyar kiya
O tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Tu meri thi meri hai, agar khabar aa jaye
Besabre se dil ko bewaqt sabar aa jaye
Khushi deke tumko gham udhaar liya
Khushi deke tumko gham udhaar liya
Tumse bhi zyada tumse pyar kiya
O tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Yeh tadap kaisi hai, yeh jalan hai kaisi
Haala ki dono mein hai wafa pehle si
Joh rang tera hai woh rang hai mera
Kuch main tere jaisa, kuch tu mere jaisi
Judaai ne humko iksaar kiya
Judaai ne humko iksaar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyar kiya
O tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Mohabbat mein yun hadh ko paar kiya
Mohabbat mein yun hadh ko paar kiya
O tumse bhi zyada tumse pyar kiya
O tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Aa gale mil phir se, phir zara chain aaye
Ho mere hothon pe phir tere hi saaye
Bin tere jeena bhi maut hi lagta hai
Ya tu aa jaye ya saans bhi na aaye
Duaon mein aisa izhaar kiya
Duaon mein aisa izhaar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyar kiya
O tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Mohabbat mein yun hadh ko paar kiya
Mohabbat mein yun hadh ko paar kiya
Tumse bhi zyada tumse pyar kiya
O tumse bhi zyada tumse pyar kiya
Watch Video