Lyric4U
Tumne Di Awaaz

Betaab

Watch Video
Lyrics
Premi hoon, pagal hoon main
Pagal hoon main, pagal hoon main
Roop ka aanchal hoon main
Aanchal hoon main, aanchal hoon main
Pyar ka baadal hoon main
Parbaton se aaj main takra gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Ho parbaton se aaj main takra gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Tum bulao main na aaon aisa harjai nahi
Tum bulao main na aaon aisa harjai nahi
Itne din tumko hi meri
Itne din tumko hi meri yaad tak aayi nahi
Aa gaya yaadon ka mausam aa gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Umar hi aisi hai kuch yeh tum kisi se pooch lo
Umar hi aisi hai kuch yeh tum kisi se pooch lo
Ek saathi ki zaroorat
Ek saathi ki zaroorat padti hai har ek ko
Dil tumhara is liye ghabra gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Kholkar in band aankhon ko jharokhon ki tarah
Kholkar in band aankhon ko jharokhon ki tarah
Chor aawara hawa pe
Chor aawara hawa pe mast jhonkon ki tarah
Reshmi zulfon ko main bikhra gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Ho parbaton se aaj main takra gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Tumne di awaaz lo main aa gaya
Watch Video