Tumko Hamari Umar Lag Jaye
Ayee Milan Ki Bela
Lyrics
Tumhe aur kya doon main dil ke sivah
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumhe aur kya doon main dil ke sivah
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Muraadein ho puri, saje har tamanna
Mohabbat ki duniya ke tum chaand ban'na
Bahaaron ki manzil pe hasna hasana
Khushi mein hamari bhi aawaaz sun'na
Kabhi zindagi mein koi gham na aaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumhe aur kya doon main dil ke sivah
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Mujhe joh khushi hai tumhe kya bataun
Bhala dil ki dhadkan ko kaise chipaun
Kahin ho na jaun khushi se main pagal
Tumhe dekh kar aur bhi muskuraun
Khuda dil jalon ki nazar se bachaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumhe aur kya doon main dil ke sivah
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Sitaron se ooncha ho rutba tumhara
Bano tum har ik zindagi ka sahara
Tumhe jisse ulfat ho mil jaye tumko
Samajh lo hamari dua ka ishara
Muqaddar tumhara sada jagmagaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumhe aur kya doon main dil ke sivah
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Watch Video