Lyric4U
Tumhe Jo Maine Dekha

Main Hoon Na

Watch Video
Lyrics
Tum bhi ho, main bhi hoon
Paas aao toh keh doon
Aakhir kyun pal mein yoon
Deewana main ho gaya
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Badan ki yeh khushboo
Jagane lagi jaadu
Toh hoke beqabu dil kho gaya
Tumhe jo maine socha
Tumhe jo maine maana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Itni kyun tum khoobsurat ho
Ke sabko hairat ho
Duniya mein sachmuch bhi
Rehti hai pariyon se bhi
Zyada pyari si ladki koi
Haan itni kyun bolo haseen tum ho
Jo dekhe gumsum ho
Dekho na main bhi hoon
Khoya sa, behka sa
Mujhpe bhi chaahi hai deewangi
Tumhi ko maine pooja
Tumhi ko chaha paana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Badan ki yeh khushboo
Jagane lagi jaadu
Toh hoke beqabu dil kho gaya
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Tum bhi ho, main bhi hoon
Paas aao toh keh doon
Tumne jo dekha toh
Kya jaane kya ho gaya
Jaane kyun rehti hoon khoyi si
Jaagi na soyi si
Ab dil mein armaan hai
Saanson mein toofan hai
Aankhon mein khwaabon ki hai chandni
Jaane kyun behka sa yeh mann hai
Mehka sa yeh tann hai
Chalti hoon itra ke
Ithla ke, sharma ke, balkha ke
Jaise koi raagini
Tumhe jo maine samjha
Tumhe jo pehchana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya
Badan ki yeh khushboo
Jagane lagi jaadu
Toh hoke beqabu dil kho gaya
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Watch Video