Lyric4U
Tumhare Bagair Jeena Kya

Mann

Watch Video
Lyrics
Tumhare bagair jeena kya
Jeene ka khwab bhi nahin dekh sakta
Saanson ke bina shayad
Kuch pal main jee sakta hoon
Lekin tumhare bina nahin
Tum ha tum
Woh pehli ladki ho jise main
Zindagi se badhkar chahne laga hoon
Mera aaj, mera kal
Mere din, mere pal
Sirf tumhare dum se hai
Meri puja mein
Meri duaon mein
Meri khamoshiyon mein
Meri sadaaon mein
Sirf tum ho, sirf tum
Taare toot jayenge
Chaand bujh jayega
Waqt yaheen thehar jayega lekin
Lekin umeed ki aakhri kiran bujhne tak
Aakhri saans chalne tak
Main tumhara rasta dekhunga
Tumhara intezar karunga
Ha Priya main tumhara intezar karunga
Watch Video