Tum Tata Ho Ya Birla
Chor Machaaye Shor
Lyrics
Tum Tata ho ya Birla
Raho Carter Road ya Irla
Tum Tata ho ya Birla
Raho Carter Road ya Irla
Tum Tata ho ya Birla
Raho Carter Road ya Irla
Par mujhpe tumhara dil hai
Mera dil bhi Pali Hill hai
Tum Mamta ho ya Madonna
Pehno chandi ya sona
Tum Mamta ho ya Madonna
Pehno chandi ya sona
Tum Mamta ho ya Madonna
Pehno chandi ya sona
Tere gaalon pe joh til hai
Meri jaan woh mera dil hai
Tum Tata ho ya Birla
Raho Carter Road ya Irla
Tum Mamta ho ya Madonna
Pehno chandi ya sona
Maine yeh soch liya hai
Main banugi uski rani
Maine yeh soch liya hai
Main banugi uski rani
Na english ho, na roosi
Ho ladka hindustani
Teri ungli mein pehna doon
Main heere ki angoothi
Teri ungli mein pehna doon
Main heere ki angoothi
Chal kar lete hai mangni
Phir chalenge dono Ooty
Tum Tata ho ya Birla
Raho Carter Road ya Irla
Tum Tata ho ya Birla
Raho Carter Road ya Irla
Par mujhpe tumhara dil hai
Mera dil bhi Pali Hill hai
Tum Mamta ho ya Madonna
Pehno chandi ya sona
Tere gaalon pe joh til hai
Meri jaan woh mera dil hai
Tum Tata ho ya Birla
Raho Carter Road ya Irla
Tum Mamta ho ya Madonna
Pehno chandi ya sona
Seene se laga le bulbul
London ki sair kara doon
Seene se laga le bulbul
London ki sair kara doon
Chal Paris ki galiyon mein
Eiffel Tower dikhla doon
Main ladki India wali
Mujhe Taj Mahal dikhla de
Main ladki India wali
Mujhe Taj Mahal dikhla de
Tu Lal Qile ki laali se
Meri chunari ko rangwa de
Tum Mamta ho ya Madonna
Pehno chandi ya sona
Tum Mamta ho ya Madonna
Pehno chandi ya sona
Tere gaalon pe joh til hai
Meri jaan woh mera dil hai
Tum Tata ho ya Birla
Raho Carter Road ya Irla
Par mujhpe tumhara dil hai
Mera dil bhi Pali Hill hai
Tum Mamta ho ya Madonna
Pehno chandi ya sona
Tum Tata ho ya Birla
Raho Carter Road ya Irla
Watch Video