Lyric4U
Tum Ko Dekha Toh Yeh Khayal Aaya

Saath Saath

Watch Video
Lyrics
Tum ko dekha toh yeh khayal aaya
Zindagi dhoop tum ghana saaya
Tum ko dekha toh yeh khayal aaya
Tum ko dekha toh yeh khayal aaya
Zindagi dhoop tum ghana saaya
Tum ko dekha toh yeh khayal aaya
Aaj phir dil ne ik tamanna ki
Aaj phir dil ne ik tamanna ki
Aaj phir dil ko humne samjhaya
Aaj phir dil ko humne samjhaya
Zindagi dhoop tum ghana saaya
Tum ko dekha toh yeh khayal aaya
Tum chale jaaoge toh sochenge
Tum chale jaaoge toh sochenge
Humne kya khoya, humne kya paaya
Humne kya khoya, humne kya paaya
Zindagi dhoop tum ghana saaya
Tum ko dekha toh yeh khayal aaya
Hum jisse gunguna nahi sakte
Hum jisse gunguna nahi sakte
Waqt ne aisa geet kyun gaaya
Waqt ne aisa geet kyun gaaya
Zindagi dhoop tum ghana saaya
Tum ko dekha toh yeh khayal aaya
Tum ko dekha toh yeh khayal aaya
Watch Video