Tum Kamsin Ho Nadaan Ho
Ayee Milan Ki Bela
Lyrics
Tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho

Sochta hoon main ke tumhe pyar na karun, main tumhe pyar na karun

Madhosh ada yeh alhadpan
Bachpan toh abhi rootha hi nahi
Ehsaas hai kya aur kya hai tadap
Is soch mein dil dooba hi nahi
Ehsaas hai kya aur kya hai tadap
Is soch mein dil dooba hi nahi
Tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho
Sochta hoon main ke tumhe pyar na karun, main tumhe pyar na karun
Tum aahein bharo aur shikve karo
Yeh baat humein manzoor nahi
Tum taare gino aur neend ude
Woh raat humein manzoor nahi

Watch Video