Lyric4U
Tum Joh Aaye (Reprise)

Once Upon A Time In Mumbaai

Watch Video
Lyrics
Paaya maine paaya tumhe
Rab ne milaya tumhe
Honthon pe sajaya tumhe
Nagme sa gaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe
Sabse chupaya tumhe
Sapna banaya tumhe
Neendon mein bulaya tumhe
Tum joh aaye zindagi mein
Baat ban gayi
Ishq mazhab ishq meri
Zaat ban gayi
Paaya maine paaya tumhe
Rab ne milaya tumhe
Honthon pe sajaya tumhe
Nagme sa gaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe
Sabse chupaya tumhe
Sapna banaya tumhe
Neendon mein bulaya tumhe
Tum joh aaye zindagi mein
Baat ban gayi
Ishq mazhab ishq meri
Zaat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke
Dekhta hoon ab kahi
Din hai sona aur chaandi
Raat ban gayi
Tum joh aaye zindagi mein
Baat ban gayi
Tere bina phiki si thi
Meri zindagani yeh
Tere sang meethi ho gayi
Aata jaata khushiyon ke main
Gale lag jaata hoon
Duniya bhi lagti hai nayi
Raunake hain dil ke dar pe
Raunake hain dil ke dar pe
Dhadkane hain surmayi
Meri kismat bhi tumhare
Saath ban gayi
Tum joh aaye zindagi mein
Baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke
Dekhta hoon ab kahi
Din hai sona aur chaandi
Raat ban gayi
Tum joh aaye zindagi mein
Baat ban gayi
Paaya maine paaya tumhe
Rab ne milaya tumhe
Honthon pe sajaya tumhe
Nagme sa gaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe
Sabse chupaya tumhe
Sapna banaya tumhe
Neendon mein bulaya tumhe
Watch Video