Tum Hi Aana
Marjaavaan
Lyrics
Tere jaane ka gham
Aur na aane ka gham
Phir zamane ka gham, kya kare
Raah dekhe nazar
Raat bhar jaag kar
Par teri toh khabar na mile
Bahut aayi gayi yaadein magar is baar tum hi aana
Iraade phir se jaane ke nahi laana, tum hi aana
Meri dehleez se hokar bahaarein jab guzarti hai
Yahan kya dhoop kya saavan, hawayein bhi barasti hai
Humein poocho kya hota hai bina dil ke jeeye jaana
Bahut aayi gayi yaadein magar is baar tum hi aana
Koi toh raah woh hogi joh mere ghar ko aati hai
Karo peecha sadaon ka suno kya kehna chahti hai
Tum aaoge mujhe milne khabar yeh bhi tum hi laana
Bahut aayi gayi yaadein magar is baar tum hi aana
Marjaavaan ... marjaavaan
Watch Video