Lyric4U
Tum Haseen Main Jawan

Tum Haseen Main Jawan

Watch Video
Lyrics
Aapko pehle bhi kahin dekha hai
Khwaab mein ya rubaru par dekha hai
Aao hil-mil jaaye mauj udha le zindagi mein
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Aapko pehle bhi kahin dekha hai
Khwaab mein ya rubaru par dekha hai
Aao hil-mil jaaye mauj udha le zindagi mein
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Aap mein aisa jalwa nazar aa gaya
Aap mein aisa jalwa nazar aa gaya
Pyar bankar khayalat par chha gaya
Pyar bankar khayalat par chha gaya
Ab toh koi haseen mujhko jachta nahi
Apni manzil ko main khud-ba-khud pa gaya
Aapko pehle bhi kahin dekha hai
Khwaab mein ya rubaru par dekha hai
Aao hil-mil jaaye mauj udha le zindagi mein
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Aapki baat ka kaise kar loon yakeen
Aapki baat ka kaise kar loon yakeen
Jisne dekha mujhe ho gaya meharban
Jisne dekha mujhe ho gaya meharban
Yeh jawani ka shayad chamatkar hai
Is masane mein marna haqeeqat kahan
Aapko pehle bhi kahin dekha hai
Khwaab mein ya rubaru par dekha hai
Aao hil-mil jaaye mauj udha le zindagi mein
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Dil ke sheeshay pe mujhko bharosa toh hai
Dil ke sheeshay pe mujhko bharosa toh hai
Jhoot bole kabhi aisa sheesha nahi
Jhoot bole kabhi aisa sheesha nahi
Aap mane na mane khushi aapki
Dekh le jisko dil bhoolta hi nahi
Aapko pehle bhi kahin dekha hai
Khwaab mein ya rubaru par dekha hai
Aao hil-mil jaaye mauj udha le zindagi mein
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Aapko pehle bhi kahin dekha hai
Khwaab mein ya rubaru par dekha hai
Aao hil-mil jaaye mauj udha le zindagi mein
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Tum haseen main jawan
Watch Video