Lyric4U
Tum Bin

Tum Bin 2

Watch Video
Lyrics
Saath mein the, paas mein the
Jaane kahan tum chal diye
Raahein jahan jaati nahi
Dekho wahan tum chal diye
Saath mein the, paas mein the
Jaane kahan tum chal diye
Raahein jahan jaati nahi
Dekho wahan tum chal diye
Yaara tum bin jeene mein
Saansein chubhe hai seene mein
Tum bin raha jaaye na
Tum bin jiya jaaye na
Tum bin raha jaaye na
Tum bin jiya jaaye na
Rozana yeh uljhan rehti hai jaane kyun
Jaise kuch pyara sa kahin rakh ke bhoole ho
Tum yahin the haan yahin the, kho gaye ho kahan
Yaara tum bin jeene mein
Saansein chubhe hai seene mein
Tum bin raha jaaye na
Tum bin jiya jaaye na
Tum bin jiya jaaye na
Tum bin jiya jaaye na
Lagta hai ke tum bin ab hum reh na payenge
Kya toota hai andar yeh hum keh na payenge
Aa bhi jaao humse aakhir kaisi naraaziyan
Yaara tum bin jeene mein
Saansein chubhe hai seene mein
Tum bin raha jaaye na
Tum bin jiya jaaye na
Tum bin raha jaaye na
Tum bin jiya jaaye na
Watch Video