Lyric4U
Tujhko Jo Paaya

Crook

Watch Video
Lyrics
Mere bina main rehne laga hoon
Teri hawa mein behne laga hoon
Jaane main kaise tera hua hoon
Mujhe toh lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon haan
Tujhko jo paaya aa ha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye
Bas jaaye hum dono ke darmiyan
Tujhko jo paaya aa ha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye
Bas jaaye hum dono ke darmiyan
Pehle se zyada main jee raha hoon
Jabse main tere dil se juda hoon
Raahon pe teri main toh chala hoon
Tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan
Tujhko jo paaya aa ha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye
Bas jaaye hum dono ke darmiyan
Tujhko jo paaya aa ha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye
Bas jaaye hum dono ke darmiyan
Teri nazar mein nayi si ada hai
Naya sa nasha bhi ghula hai
Kayi dino se bandha tha baadal jo
Tere hi baalon mein khula hai
Teri hadhon mein meri basar hai
Ab tujhe bhi jaana kidhar hai
Jahan rahe tu main woh jahaan hoon
Jise jiye tu main woh samaan hoon
Teri wajah se naya naya hoon
Pehle kaha na maine ab yeh tumse kehne laga hoon
Tujhko jo paaya aa ha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye
Bas jaaye hum dono ke darmiyan
Tujhko jo paaya aa ha
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye
Bas jaaye hum dono ke darmiyan
Watch Video