Tujhko Bhulana
Murder 2
Lyrics
Tujhko bhulana ... aasun na lana
Ab aa gaya
Go away, stay away
You're not the one for me
Go away, stay away
This is our reality
Tujhko bhulana ... aasun na lana
Aur muskurana
Ab aa gaya
Ab aa gaya
Yaadon se teri ... daaman chhudana
Dil na dukhana
Ab aa gaya
Ab aa gaya
Sun bewafa yeh taiy kar liya
Reh lenge hum tere bin
Hey ab dard bhi kya hai humko bhala
Raat aa gayi hai
Tere mere darmiyan ka joh hai faasla
Yaadon se teri ... daaman chhudana
Dil na dukhana
Ab aa gaya
Dil ke makaan se tu jaa chuka
Is mein nahi tu ab raha
Meri dua mein tu ab kahan
Tu ajnabi hai
Tune in mein rehne ka hai haq kho diya
Tujhko bhulana ... aasun na lana, na lana
Aur muskurana
Ab aa gaya
Hey yaadon se teri ... daaman chhudana
Dil na dukhana
Ab aa gaya
Ab aa gaya
Ab aa gaya
Watch Video