Tujhe Sochta Hoon
Jannat 2
Lyrics
Tujhe sochta hoon main shaam-o-subah
Isse zyada tujhe aur chahoon toh kya
Tere hi khayalon mein dooba raha
Isse zyada tujhe aur chahoon toh kya
Bas saare gham mein jaana
Sang hoon tere
Har ek mausam mein jaana
Sang hoon tere
Ab itne imtihan bhi na le mere
Aa aa aa ... sang hoon tere
Aa aa aa ... sang hoon tere
Aa aa aa ... sang hoon tere
Meri dhadkano mein hi teri sada
Is qadar tu meri rooh mein bas gaya
Teri yaadon se kab raha main judaa
Waqt se pooch le, waqt mera gawaah
Bas saare gham mein jaana
Sang hoon tere
Har ek mausam mein jaana
Sang hoon tere
Ab itne imtihan bhi na le mere
Aa aa aa ... sang hoon tere
Aa aa aa ... sang hoon tere
Aa aa aa ... sang hoon tere
Tu mera thikana
Mera aashiyana
Dhale shaam jab bhi
Mere paas aana
Hai baahon mein rehna
Kahin ab na jaana
Hoon mehfooz in mein
Bura hai zamana
Bas saare gham mein jaana
Sang hoon tere
Har ek mausam mein jaana
Sang hoon tere
Ab itne imtihan bhi na le mere
Aa aa aa ... sang hoon tere
Aa aa aa ... sang hoon tere
Aa aa aa ... sang hoon tere
Watch Video