Tujhe Rab Mana
Baaghi 3
Lyrics
O yaara ... yaara mere
Lamba safar hai humko kya darr hai, haste haste kat jayega
Pairon mein tere kaanta chubhe toh dard yeh baante bat jayega
Tu joh kahe toh tere liye main haar jaun hazar jahaan
Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab mana
Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab mana
Jeet mein the sang saare
Haar mein tha tu hi khada
Jeet mein the sang saare
Haar mein tha tu hi khada
Mere liye duniya se tu hi lada
Tu joh kahe toh kadamo mein tere main bichha doonga sau aasmaan
Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab mana
Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab mana
Teri mohabbat teri yaari ki kasam li maine
Teri hifazat ke naam yeh saansein ki maine
Tu hi raasta mera pata
Tujhse juda main lapata
Ek tu meri pechaan hai
Tujhse juda main lapata, main lapata
Tu joh kahe toh seh lunga yaara has haske main saare toofan
Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab mana
Tere jaisa yaar kahan
Tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab mana
O yaara ... yaara mere ... o yaara mere
Watch Video