Tu Shama Main Parwana Tera
Khiladi
Lyrics
Main haseen yeh mehfil hai jawan
Koi hai yahan mujhsa kahan
Masti bhari yeh jawani hai
Har ada mastani hai
Dekho mujhe main hoon
Haseena, haseena, haseena, haseena
Tu shama main parwana tera
Hey sun zara tu afsana mera
Sabko mera salam hai
Har zuban pe mera naam hai
Dekho mujhe main hoon
Deewana, deewana, deewana, deewana
Main haseen yeh mehfil he jawan
Kya hai tu aur main hoon kya
Abhi hoga faisla yeh
Kis mein kitna zor hai
Chal jayega pata yeh
Jab talak hai dum mein dum
Chhede humko kya koi gham
Humko itni hai khabar
Kabhi harenge nahi hum
Tujhpe main chha jaunga
Rang apna jama jaunga
Tujhpe main chha jaunga
Rang apna jama jaunga
Dekho mujhe main hoon
Deewana, deewana, deewana, deewana
Main haseen yeh mehfil hai jawan
Koi hai yahan mujhsa kahan
Dekhkar tujhko yahan
Mujhe kuch yaad aa raha hai
Tu yakinan hai wohi
Mera dil yeh keh raha hai
Dekhkar tujhko yahan
Mujhe kuch yaad aa raha hai
Tu yakinan hai wohi
Mera dil yeh keh raha hai
Aisa kuch main kar jaunga
Yaaron ke kaam aaunga
Aisa kuch main kar jaunga
Yaaron ke kaam aaunga
Dekho mujhe main hoon
Deewana, deewana, deewana, deewana
Tu shama main parwana tera
Arre sun zara tu afsana mera
Sabko mera salam hai
Har zuban pe mera naam hai
Dekho mujhe main hoon
Deewana, deewana, deewana, deewana
Tu shama main parwana tera
Arre sun zara tu afsana mera
Watch Video