Lyric4U
Tu Saala

Golmaal Returns

Watch Video
Lyrics
Maine tujhse pyar kiya hai, tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai, main tujhpe qurbaan
Maine tujhse pyar kiya hai, tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai, main tujhpe qurbaan
Tera zara sa bhi dhola joh imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil joh hua baimaan
Tu saala, tu saala, tu saala kaam se gaya
Teri nazaron pe jaan-e-jaan meri nazar hai
Teri sari harkaton ki mujhko khabar hai
Arre mastiyon mein dooba hai, tujhe nahin fikar hai
Aaja aaja hosh mein aaja, tu pagal nadaan
Tera zara sa bhi dhola joh imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil joh hua baimaan
Tu saala kaam se gaya
Baby you should have no doubt
Don't let this freak you out
But this love thing no piece of cake
Make sure you make no mistake
Baby you should have no doubt
Don't let this freak you out
But this love thing no piece of cake
Make sure you make no mistake
Aisi waisi galiyon se kabhi na guzarna
Kisi bewafa ke chehre pe mat marna
Mujhse kabhi bhi bewafai mat karna
Sach kehti hoon jaanu rehna savadhan
Tera zara sa bhi dhola joh imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil joh hua baimaan
Tu saala kaam se gaya
Maine tujhse pyar kiya hai, tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai, main tujhpe qurbaan
Tera zara sa bhi dhola joh imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Joh na bachke raha toh meri jaan
Tu saala kaam se gaya
Watch Video