Lyric4U
Tu Nahi To Zindagi Mein

Arth

Watch Video
Lyrics
Tu nahi to zindagi mein aur kya reh jayega
Tu nahi to

Door tak tanhaiyon ka
Door tak tanhaiyon ka silsila reh jayega
Tu nahi to
Dard ki sari tahein aur sare guzre haadse

Sab dhuaan ho jayenge ek vakiya reh jayega
Tu nahi to zindagi mein aur kya reh jayega
Tu nahi to
Yoon bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar

Yeh bhi hoga khud ussi mein ek khala reh jayega
Tu nahi to zindagi mein aur kya reh jayega
Tu nahi to
Dayare inkaar ke, ikraar ki sarghoshiyan

Yeh agar toote kabhi toh faasla reh jayega