Tu Mujhe Kabool (Part 2)
Khuda Gawah
Lyrics
O o o ... o o o
O o o ... o o o
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Is baat ka gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Is baat ka gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah, khuda gawah
Apni baat se joh mukar gaya
Apni baat se joh mukar gaya
Tu woh bewafa, gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah, khuda gawah
Shikwa bhi hai, yeh fariyaad bhi
Aayi na tujhe kabhi jiski yaad bhi
Shikwa bhi hai, yeh fariyaad bhi
Aayi na tujhe kabhi jiski yaad bhi
Woh badnaseeb aaj bhi tera
Woh badnaseeb aaj bhi tera
Dekhe raasta, gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Aa aa aa ... aa aa aa
Aa aa aa ... aa aa aa
Mitti toh nahi daaman se jhaad di
Chitti toh nahi joh padhke phaad di
Mitti toh nahi daaman se jhaad di
Chitti toh nahi joh padhke phaad di
Todne se bhi tootta nahi
Todne se bhi tootta nahi
Rishta khoon ka, gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Aisa toh kabhi hota nahi
Gairon ke liye koi rota nahi
Aisa toh kabhi hota nahi
Gairon ke liye koi rota nahi
Teri aankhon mein mere aansun aa gaye
Teri aankhon mein mere aansun aa gaye
Aaya yaad kya, gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Is baat ka gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Apni baat se joh mukar gaya
Apni baat se joh mukar gaya
Tu woh bewafa, gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Khuda gawah, khuda gawah
Watch Video