Lyric4U
Tu Mujhe Kabool (Part 1)

Khuda Gawah

Watch Video
Lyrics
O o o ... o o o
O o o ... o o o
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Is baat ka gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Is baat ka gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah, khuda gawah
Vai vai vai tere mere pyar ki
Vai vai tere mere pyar ki
Tere mere pyar ki
Vai vai tere mere pyar ki
Is baraat ka gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah, khuda gawah
Ho koi ghulam chahe badshah
Ishq ke bagair zindagi gunaah
Ho koi ghulam chahe badshah
Ishq ke bagair zindagi gunaah
Bas yeh sochkar maine jaan di
Vai vai bas yeh sochkar maine jaan di
Yaani dil diya, gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
O tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Aa aa aa ... aa aa aa
Aa aa aa ... aa aa aa
Aaina hoon main, na todna mujhe
Todna magar na chhodna mujhe
Aaina hoon main, na todna mujhe
Todna magar na chhodna mujhe
Kehna tha yehi meri jaan mujhe
Valle valle kehna tha yehi meri jaan mujhe
Tune keh diya, gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Vai vai vai tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tere naam ka main kalma padhon
Raat din tujhe yaad main karoon
Tere naam ka main kalma padhon
Raat din tujhe yaad main karoon
O yaad karne se vai vai kya faida
Mujhko bhool ja teri zaat se
Main nahi juda, gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Is baat ka gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Tere mere pyar ki
Vai vai tere mere pyar ki
Tere mere pyar ki
Vai vai tere mere pyar ki
Is baraat ka gawah khuda
Khuda gawah, khuda gawah
Khuda gawah, khuda gawah
Watch Video