Lyric4U
Tu Mere Rubaru Hai

Maqbool

Watch Video
Lyrics
Tu mere rubaru hai
Tu mere rubaru hai
Meri aankhon ki ibaadat hai
Tu mere rubaru hai
Meri aankhon ki ibaadat hai
Yeh zameen hai mohabbat ki
Yahan mana hai khata karna
Sirf sajde mein girna hai
Aur adab se dua karna
Tu mere rubaru hai
Meri aankhon ki ibaadat hai
Tu mere rubaru hai
Tu mere rubaru hai
Meri aankhon ki ibaadat hai
Bas itni izaazat de kadamo pe jabeen rakh doon
Bas itni izaazat de kadamo pe jabeen rakh doon
Phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh doon
Ik baar toh deedaar de
Mere samne rehke bhi tu
Ojhal hai tu boshida hai
Mere haal se khabida hai
Bas itni izaazat de kadamo pe jabeen rakh doon
Phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh doon
Rubaru piya, khubaru piya
Rubaru piya, khubaru piya
Rubaru piya, khubaru piya
Rubaru piya, khubaru piya
Rubaru piya, khubaru piya
Rubaru piya, khubaru piya
Ek masoom si dil ki tajweez hai
Ishq mein jaan dede badi cheez hai
Deewana bana apna deewangi yoon hi hai
Deewana bana apna deewangi yoon hi hai
Pairon mein padi gardish aur sar mein junoon bhi hai
Is baar toh deedar de
Is baar toh deedar de
Jaan saunp de, jaan vaar de
Is baar toh deedar de
Agar tu nahi yeh zindagi kuch bhi nahi, kuch bhi nahi
Yeh bandagi kuch bhi nahi, kuch bhi nahi, kuch bhi nahi
Yeh zindagi kuch bhi nahi
Yeh bandagi kuch bhi nahi
Yeh bandagi kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi, kuch bhi nahi, yeh bandagi kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi, kuch bhi nahi, yeh bandagi kuch bhi nahi
Yeh bandagi ... yeh bandagi ... yeh bandagi ... bandagi
Deewana bana apna deewangi yoon hi hai
Pairon mein padi gardish aur sar mein junoon bhi hai
Tu mere rubaru hai
Meri aankhon ki ibaadat hai
Watch Video