Tu Mere Dil Mein Bas Ja
Judwaa
Lyrics
Tu mere dil mein bas ja
Tu mere dil mein bas ja
Tu mere dil mein bas ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Tu mere dil mein bas ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Tu mere dil mein bas ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Saawan ki likh de kahani
Pyaasi hai meri jawaani
Saawan ki likh de kahani
Pyaasi hai meri jawaani
Haaye kya sochta hai baras ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Kya sochta hai baras ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Tu mere dil mein bas ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Tu mere dil mein bas ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Chikni hai chahat ki raahein
Uspe yeh chikni nigaahein
Chikni hai chahat ki raahein
Uspe yeh chikni nigaahein
Chikni hai chahat ki raahein
Uspe yeh chikni nigaahein
Kya sochti hai fisal ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Kya sochti hai fisal ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Tu mere dil mein bas ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Aankhon se aankhen milengi
Nazaron ki chhuriyan chalengi
Aankhon se aankhen milengi
Nazaron ki chhuriyan chalengi
Aankhon se aankhen milengi
Nazaron ki chhuriyan chalengi
Haaye mujhko bacha le ya mar ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Mujhko bacha le ya mar ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Tu mere dil mein bas ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Namkeen hai tujhko chakh loon
Honthon pe apne rakh loon
Namkeen hai tujhko chakh loon
Honthon pe apne rakh loon
Namkeen hai tujhko chakh loon
Honthon pe apne rakh loon
Fas jayegi jaake chup ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Fas jayegi jaake chup ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Tu mere dil mein bas ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Tu mere dil mein bas ja
Mujhko fasa le ya fas ja
Watch Video