Lyric4U
Tu Mera Hogaya Hai

Tadap

Watch Video
Lyrics
Tu mera hogaya hai aaye na yakeen yeh
Tu mera hogaya hai khwaab toh nahi yeh
Tu mera hogaya hai ya ke nahi
Tu mera hogaya toh jannat zameen pe
Tu mera hogaya hai khwaab toh nahi yeh
Tu mera hogaya hai ya ke nahi
Agar yeh khwaab hai toh main tera hi khwaab rahunga
Nahi ab chain ki chahat, yoon hi betaab rahunga
Agar yeh khwaab hai toh main tera hi khwaab rahunga
Nahi ab chain ki chahat, yoon hi betaab rahunga
Tu mera hogaya hai baat hai haseen yeh
Tu mera hogaya hai aaye na yakeen yeh
Tu mera hogaya hai ya ke nahi
Pehle se zyada sheesha main dekhun
Pehle se zyada hasta rahun
Main jab akela hota hoon tab bhi
Tumse hi baatein karta rahun
Pehle se zyada sheesha main dekhun
Pehle se zyada hasta rahun
Main jab akela hota hoon tab bhi
Tumse hi baatein karta rahun
Agar pagalpana hai yeh toh pagal aaj rahunga
Teri hasti nigahon ka main banke raaz rahunga
Agar pagalpana hai yeh toh pagal aaj rahunga
Teri hasti nigahon ka main banke raaz rahunga
Jahan tu hai yeh dil bhi aata hai wahin pe
Tu mera hogaya hai khwaab toh nahi yeh
Tu mera hogaya hai ya ke nahi
Jeena hai mujhko tere liye hi
Yeh faisla hai maine kiya
Teri hi khatir marna bhi chahun
Marna hai lekin bas shaukiya
Agar jaadu hai yeh tera utarne na isse dena
Mujhe kaabu mein karle tu sambhalne na mujhe dena
Agar jaadu hai yeh tera utarne na isse dena
Mujhe kaabu mein karle tu sambhalne na mujhe dena
Hua bhi hai yeh sach mein ya hua nahi yeh
Tu mera hogaya hai khwaab toh nahi yeh
Tu mera hogaya hai ya ke nahi
Watch Video