Lyric4U
Tu Kal Chala Jayega

Naam

Watch Video
Lyrics
Tere jaane ki khushi aur dil udaas hai
Door hum hue toh kya dil toh dil ke paas hai
Tu kal chala jayega toh main kya karunga
Tu kal chala jayega toh main kya karunga
Tu yaad bahut aayega
Tu yaad bahut aayega toh main kya karunga
Tu kal bichad jayega toh main kya karunga
Tu kal bichad jayega toh main kya karunga
Tu muhjko bhool jayega toh main kya karunga
Tu kal chala jayega
Teri yaad ko kahin door chhod aaun main
Teri yaad ko kahin door chhod aaun main
Is qadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main
Is qadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main
Tujhko bhool jaaun main
Hosh magar aayega toh main kya karunga
Hosh magar aayega toh main kya karunga
Tu yaad bahut aayega toh main kya karunga
Tu kal chala jayega
Tere jaisa kaun hai aur kiska naam loon
Tere jaisa kaun hai aur kiska naam loon
La main issi baat par aur ek jaam loon
La main issi baat par aur ek jaam loon
Aur ek jaam loon
Jaam chhalak jayega toh main kya karunga
Jaam chhalak jayega toh main kya karunga
Tu muhjko bhool jayega toh main kya karunga
Tu kal chala jayega
Bhool jaana tu mujhe zindagi sanwarna
Bhool jaana tu mujhe zindagi sanwarna
Yaad na karna mujhe haske din guzarna
Yaad na karna mujhe haske din guzarna
Haske din guzarna
Tera gham rulayega toh main kya karunga