Lyric4U
Tose Naina

Mickey Virus

Watch Video
Lyrics
Is lamhe ko rok doon
Ya main khud ko is mein jhonk doon
Kya karoon, kya karoon, kya karoon
Is lamhe mein main kuch bhi jaanu na
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile
Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile
Tose naina jab se mile
O sudh-budh khoyi hai, khoyi maine
Haan jaan gavayi, gavayi maine
Haan tujhko basaya hai dhadkan mein, saawre
O sudh-budh khoyi hai, khoyi maine
Haan jaan gavayi, gavayi maine
Haan tujhko basaya hai dhadkan mein, saawre
Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Khud ko khokar tujhko paaya
Is tarah se mujhko jeena aaya
Khud ko khokar tujhko paaya
Is tarah se mujhko jeena aaya
Teri lagan mein sab hai gavaya
Is tarah se mujhko jeena aaya
Teri hansi meri khushi
Meri khushi tu hi
Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Watch Video