Toofan
Vishwatma
Lyrics
Toofan, toofan, toofan, toofan, toofan
Abhi aaya nahi hai joh
Abhi aaya hua hai joh
Abhi aane wala hai joh
Usse toofan kehte hai
Khuda ki shaan kehte hai
Abhi aaya nahi hai joh
Abhi aaya hua hai joh
Abhi aane wala hai joh
Usse toofan kehte hai
Khuda ki shaan kehte hai
Koi paigaam aaya hai
Yeh tere naam aaya hai
Bahut nazdeek woh zalim
Tera anjaam aaya hai
Koi paigaam aaya hai
Yeh tere naam aaya hai
Bahut nazdeek woh zalim
Tera anjaam aaya hai
Nahi pehchaanta kuch bhi
Nahi joh jaanta kuch bhi
Nahi joh maanta kuch bhi
Usse nadaan kehte hai
Tujhe shaitaan kehte hai
O o o ... o o o
O o o ... o o o
Badalne lag gaya hai rang mehfil ka
Sambhal ja tu
Hawayein chal padi hai tezz
Chal bachkar nikal ja tu
Badalne lag gaya hai rang mehfil ka
Sambhal ja tu
Hawayein chal padi hai tezz
Chal bachkar nikal ja tu
Nahi toh doob jayega
Nahi toh toot jayega
Usse aana hai aayega
Jise toofan kehte hai
Khuda ki shaan kehte hai
Abhi aaya nahi hai joh
Abhi aaya hua hai joh
Abhi aane wala hai joh
Usse toofan kehte hai
Khuda ki shaan kehte hai
O o o ... o o o
La la la ... la la la
Likhe jaate hai saare faisle
Toh aasmaano par
Wahin se bijliyan girti hai
Aise baimaano par
Likhe jaate hai saare faisle
Toh aasmaano par
Wahin se bijliyan girti hai
Aise baimaano par
Joh hona hai wohi hoga
Nahi hona nahi hoga
Yeh hona hai yahi hoga
Yeh sab insaan kehte hai
Tujhe shaitaan kehte hai
Abhi aaya nahi hai joh
Abhi aaya hua hai joh
Abhi aane wala hai joh
Usse toofan kehte hai
Khuda ki shaan kehte hai
O o o ... o o o
O o o ... o o o
Watch Video