Tinku Jiya
Yamla Pagla Deewana
Lyrics
O le gayi!
Arre o baakhri, dilon ki saakhri
Sun teri le gin, varna tu jhim jhim
Palati chalti jaaye, dil kare haai haai
Jalakar dil chali kyun, karke tu bye bye
Garam garam tu jali jali
Meri pataka kahan chali
Garam garam tu jali jali
Meri pataka kahan chali
Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
Ishq ka manjan ghisey hai piya
Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
Ishq ka manjan ghisey hai piya
Sar pe masti chadhi main deewana ho gaya
Jawaani ka mehenga khazana ho gaya
Kaali aankhon se kitna hungama ho gaya
Jab jab dekhe tujhe tinku jiya, tinku jiya
Ishq ka engine jalaye jiya
Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
Ishq ka manjan ghisey hai piya
Arre o cham cham, paaon mein tham tham
Dhadakta jaaye dil, dhana dhan dham dham
Arre o chikni, arre o item
Arre o beautiful, main bhi hoon handsome
Tinku hamara cinema ka deewana
Zor zor se gaaye gaana
Zor zor se gaaye gaana
Ho tinku hamara cinema ka deewana
Zor zor se gaaye gaana
Zor zor se gaaye gaana
Aisi villain jaisi baatein na kar
Banja heroine dhadkade jiya
Joban pe daala hai taala piya, haan taala piya
Ishq ka manjan ghisey hai piya
Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
Ishq ka manjan ghisey hai piya
Teekhi nazar aur qatil adayein
Saanjh dale kunne mein bulayein
Saanjh dale kunne mein bulayein
Haan teekhi nazar aur qatil adayein
Saanjh dale kunne mein bulayein
Saanjh dale kunne mein bulayein
Kunne mein ik baar aakar toh dekh
Chilla ke bolegi, love you piya
Gappon ki bandhe tu kyun puliya, tu kyun puliya

Watch Video