Lyric4U
The Padman Song

Padman

Watch Video
Lyrics
Superhero, superhero, superhero ... haaye haaye haaye haaye
O thaanye thaanye na goli maare
Dhaanye dhaanye na entry maare
Slow motion mein haddi tode na
Arre building se high jump na maare
Neeche se dialogue na maare
High speed mein nache gaye na
Na koi multi-storey bangla
Na hai koi udan khatola
Par superhero hai yeh pagla
O wah re, wah re, wah re, wah re, wah re padman
Padman, O padman
O yeh hai mad mad, mad mad, mad mad, mad padman
Padman, O padman
O yeh hai mad mad, mad mad, mad mad, mad padman
O kaali kalkatte wali
Bhabhi didi biwi saali
Poori ya aadhi ghar wali ya ho maiyya
Item ho ya laaj ki moorat
Har naari ko iski zaroorat
Dhanno ho ya Munni ho ya Sheila, Laila
Ho harkatein risky risky
Fikar isse kiski kiski
Hai yeh namuna number one ziddi
Kahe joh koi kuch bhi kuch bhi
Raah chale sach ki sach ki
Lagta hai yeh kudrat ki galti
Haan bhaad mein jaaye re angrezi
Nahi chahiye imported degree
Made in India hai yeh jigri