Teri Yaad Yaad Yaad
Bewafaa
Lyrics
Tadap yeh ishq ki dil se kabhi nahi jaati
Ke jaan deke bhi deewangi nahi jaati
Na jaane kaun si duniya hai woh mere rabba
Jahan se lautke koi sada nahi aati
Ishq mein toh har cheez mit jaati hai
Bekarari banke humein tadpati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Ishq mein toh har cheez mit jaati hai
Ishq mein toh har cheez mit jaati hai
Bekarari banke humein tadpati hai
Bekarari banke humein tadpati hai, haaye
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Woh teri yaad
Woh teri yaad
Woh teri yaad, yaad
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Karke tanha yeh zindagani
Kyun gayi chhodke kahani
Ab yeh aansun piya na jaaye
Bin tere ab jiya na jaaye
Dard se tootti meri saansein
Zakhm dil ka siya na jaaye
Dard se tootti meri saansein
Zakhm dil ka siya na jaaye
Aaja aaja meri wafa tujhe bulati hai
Aaja aaja meri wafa tujhe bulati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Woh teri yaad
Woh teri yaad, yaad
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad mein dekho bana hai yeh haseen Taj Mahal
Yaad mein koi likhe shaamon sehar shokh ghazal
Yaad mein dekho bana hai yeh haseen Taj Mahal
Yaad mein koi likhe shaamon sehar shokh ghazal
Dil ke dariya mein khilta hai khwaabon ka kawal
Yaad aate hai hamesha woh guzre huye pal
Tu nahi hai teri yaadein mujhe satati hai
Tu nahi hai teri yaadein mujhe satati hai, haaye
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Ishq mein toh har cheez mit jaati hai
Bekarari banke humein tadpati hai
Ishq mein toh har cheez mit jaati hai
Bekarari banke humein tadpati hai, haaye
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Woh teri yaad
Woh teri yaad, yaad
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Yaad yaad yaad, bas yaad reh jaati hai
Watch Video