Teri Yaad Dil Se Bhulane Chala Hoon
Hariyali Aur Rasta
Lyrics
Teri yaad dil se bhulane chala hoon
Ke khud apni hasti mitane chala hoon
Ke khud apni hasti mitane chala hoon
Teri yaad dil se bhulane chala hoon
Teri yaad dil se
Ghattaon tumhe saath dena padega
Ghattaon tumhe saath dena padega
Main phir aaj aansun bahane chala hoon, bahane chala hoon
Teri yaad dil se bhulane chala hoon
Ke khud apni hasti mitane chala hoon
Teri yaad dil se
Kabhi jis jagah khwaab dekhe the maine
Kabhi jis jagah khwaab dekhe the maine
Wahin khaat apni udane chala hoon, udane chala hoon
Teri yaad dil se bhulane chala hoon
Ke khud apni hasti mitane chala hoon
Teri yaad dil se
Gham-e-ishq le phoonk de mera daman
Gham-e-ishq le phoonk de mera daman
Main apni lagi yoon bhujane chala hoon, bhujane chala hoon
Teri yaad dil se bhulane chala hoon
Ke khud apni hasti mitane chala hoon
Teri yaad dil se
Watch Video