Lyric4U
Teri Yaad Aati Hai

Saudagar

Watch Video
Lyrics
Jab tak dhamke parbat
Apni jagah se hil na jaaye
Aur hum mil na jaaye
Koi fariyaad na karna
Tu mujhko yaad na karna
Tu mujhko yaad na karna
Haai kya karoon honthon pe
Fariyaad aati hai
Nahi rukti, nahi rukti
Teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Jab tak apne armaano ke
Gulshan khil na jaaye
Aur hum mil na jaaye
Neendein barbaad na karna
Tu mujhko yaad na karna
Tu mujhko yaad na karna
Haai kya karoon honthon pe
Fariyaad aati hai
Nahi rukti, nahi rukti
Teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Haai aag lage rasmo ko
Main todh doon sab kasmo ko
Bas ginti jaa tu zakhmo ko
Jitne zakhm lage hai
Jab tak saare sil na jaaye
Aur hum mil na jaaye
Koi fariyaad na karna
Tu mujhko yaad na karna
Tu mujhko yaad na karna
Haai kya karoon honthon pe
Fariyaad aati hai
Nahi rukti, nahi rukti
Teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Prem hai koi rog
Ya jogi ka jog
Pyar ke dushman log
Prem hai koi rog
Ya jogi ka jog
Pyar ke dushman log
Jab tak kaanto pe chalte
Yeh paanv chhil na jaaye
Aur hum mil na jaaye
Koi fariyaad na karna
Tu mujhko yaad na karna
Tu mujhko yaad na karna
Haai kya karoon honthon pe
Fariyaad aati hai
Nahi rukti, nahi rukti
Teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Teri yaad aati hai
Watch Video