Lyric4U
Teri Keh Ke Lunga

Gangs Of Wasseypur

Watch Video
Lyrics
O ras bheege saude ka yeh khooni anjaam
Teri keh ke lunga
Teri keh ke lunga
Khanjar se doodh gire aur ho qatl-e-aam
Teri keh ke lunga
Teri keh ke lunga
O ras bheege saude ka yeh khooni anjaam
Teri keh ke lunga
Teri keh ke lunga
Khanjar se doodh gire aur ho qatl-e-aam
Teri keh ke lunga
Teri keh ke lunga
Saanson ko saanp sungha ke
Junglee tilchatta laa ke
Teri keh ke lunga
Teri keh ke lunga
Bichhoo se honth kata ke
Lori zehreeli gaa ke
Keh ke lunga, keh ke lunga
Keh ke lunga, keh ke lunga
Keh ke lunga, keh ke lunga
Keh ke lunga, keh ke lunga
Teri keh ke lunga
Teri keh ke lunga munna
Panghat ko bechoonga main mar marghat ke daam
Teri keh ke lunga
Teri keh ke lunga
Khuli ho sadkein, tambu, thane chahe
Mill vill ho ya paas mehekama, mehekama
Jisme bachna ho bach le
Jisme bachna ho bach le, bach meri jaan
Teri keh ke lunga
Teri keh ke lunga
Ja tu ja, ja tu ja
Ja tu chadariya natti sagar beech bajariya
Pataal mein ghus ja, o ghus ja
Jisme ghusna ho ghus le
Jisme ghusna ho ghus le
Jisme ghusna ho ghus le, ghus meri jaan
Teri keh ke lunga
Teri keh ke lunga
Watch Video