Teri Jawani Badi Mast Mast Hai
Pyaar Kiya To Darna Kya
Lyrics
Sun o deewani
Teri jawani badi mast mast hai
Teri jawani badi mast mast hai
Yeh bheega mausam, kaali ghatayein
Sooni padi hai ulfat ki raahein
Pyaar karne ka yahi waqt waqt hai
Teri jawani
Teri jawani badi mast mast hai
Teri jawani badi mast mast hai
Teri jawani badi mast mast hai
(Sargam)
Jis din se dekhi hai teri jawani
Pagal hui main hui main deewani
Ho yeh bheegi bheegi fiza keh rahi hai
Baahon mein aaja ke rut hai suhani
Thoda sa pyar dede
Dil ka qaraar dede
Aankhen hai pyaasi pyaasi
Apna deedar dede
Kitni rangeen hai tu
Kitni haseen hai tu
Duniya se bachke rehna
Badi namkeen hai tu
Sabki nazar badi sakht sakht hai
Teri jawani
Teri jawani badi mast mast hai
Teri jawani badi mast mast hai
Teri jawani badi mast mast hai
Walla walla, walla walla
Walla walla, walla walla
(Sargam)
Yoon rootha rootha tu kab tak rahega
Zulfon ke saaye se kab tak bachega
Ho dhoondega mujhko tu hoke deewana
Jis pal mohabbat ka jaadu chalega
Shayar ka khwaab hai tu
Jaam-e-sharab hai tu
Tera jawab kahan
Khud lajawab hai tu
Chal mastani teri
Duniya deewani teri
Har koi chahta hai
Ab meharbani teri
Jisko bhi dekho wohi matlab parast hai
Teri jawani
Teri jawani badi mast mast hai
Teri jawani badi mast mast hai
Yeh bheega mausam, kaali ghatayein
Sooni padi hai ulfat ki raahein
Pyaar karne ka yahi waqt waqt hai
Teri jawani badi mast mast hai
Teri jawani badi mast mast hai
Teri jawani badi mast mast hai
Walla walla, walla walla
Walla walla, walla walla
Walla walla, walla walla
Walla walla, walla walla
Walla walla, walla walla
Walla walla, walla walla
Watch Video