Tere Pyar Mein Dil Deewana
Coolie No. 1 (1995)
Lyrics
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Pagal hai is pagal ko mushkil bada samjhana
Dil deewana yeh dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Pagal hai is pagal ko mushkil bada samjhana
Dil deewana yeh dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Mujhko toh bha gayi husn ki saadagi
Mujhko toh bha gayi husn ki saadagi
Main bhi karti rahi ishq ki bandagi
Chain aata hai dilruba
Teri surat ko dekh kar
Tere khwaabon mein kho gayi
Ho gayi main toh bekhabar
Kuch bhi ho meri nazaron se ab door kahi na jana
Dil deewana yeh dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Haath chhodun na main apne dildaar ka
Haath chhodun na main apne dildaar ka
Mushkilon se mila mauka deedaar ka
Bekhudi joh sataye toh
Bekaraari se kaam loon
Tere honthon ko choom loon
Aaja baahon mein thaam loon
Aake gale lagale kehta hai mausam mastana
Dil deewana, dil hai deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Pagal hai is pagal ko mushkil bada samjhana
Dil deewana, hai dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Watch Video