Tere Naina Maar Hi Daalenge
Jai Ho
Lyrics
Tere naina bade qatil maar hi daalenge
Tere naina bade qatil maar hi daalenge
Qatilana, qatilana ada se ek din is dil ko
Hasayenge, rulayenge, maar hi daalenge
Tere naina naina
Tere naina naina
Qatilana bade naina naina
Tere naina naina
Tere naina naina
Qatilana bade naina naina
Qatilana, qatilana ada se ek din is dil ko
Hasayenge, rulayenge, maar hi daalenge
Tere naina bade qatil maar hi daalenge
(Sargam)
Shararat naina karte hai
Tadapna dil ko padta hai
O dheere dheere haule haule
Silsila bhi badhta hai
Teri yaadon ki garmi se
Mera lamha pighalta hai
Dard ko teri baahon mein
Bada aaraam milta hai
Bada aaraam milta hai
Qatilana ada se ek din is dil ko
Hasayenge, rulayenge, maar hi daalenge
Tere naina bade qatil maar hi daalenge
Naina ... qatilana ... naina re
Tere ehsaas ki khushboo
Meri saanson mein behti hai
Tere deedar ki khwaaish
Mujhe din raat rehti hai
Tere aane ki aahat se
Machalte hai, mehakte hai
Bichadte hai toh har lamha
Teri hi raah takte hai
Teri hi raah takte hai
Qatilana ada se ek din is dil ko
Hasayenge, rulayenge, maar hi daalenge
Tere naina bade qatil maar hi daalenge
Tere naina naina
Tere naina naina
Qatilana bade naina naina
Tere naina naina
Tere naina naina
Qatilana bade naina naina
Tere naina naina
Tere naina naina
Qatilana bade naina naina
Tere naina naina
Tere naina naina
Qatilana bade naina naina
Watch Video