Lyric4U
Tere Naam (Sad)

Tere Naam

Watch Video
Lyrics
Marke bhi na vaada apna todenge
Ek duje ka saath kabhi na chhodenge
Apna toh sadiyon janamo ka naata hai
Jaan se jaan ko kaun juda kar paata hai
Tere sivah, tere sivah
Tere sivah is dariya ka
Nahi koi kinara sanam
Ho nahi koi kinara sanam
Tere naam humne kiya hai
Jeevan apna sara sanam
Ho jeevan apna sara sanam
Watch Video