Lyric4U
Tere Naam Liya

Ram Lakhan

Watch Video
Lyrics
Mujhe tumse hai kitne gile
Haan, haan, haan
Tum kitne din baad mile
Kyun, kyun, kyun
Mujhe tumse hai kitne gile
Tum kitne din baad mile
Bolo itne din kya kiya
Kya kiya, kya kiya, kya kiya
Tera naam liya o o o, tujhe yaad kiya o o o
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Mujhe tumse hai kitne gile
Tum kitne din baad mile
Bolo itne din kya kiya
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Apni mummy se meri baat ki
Nahi, nahi, nahi
Mere daddy se mulaqat ki
Nahi, nahi, nahi
Hera pheri mere saath ki ... no, never
Phir aur bhala kya kiya
Tera naam liya o o o, tujhe yaad kiya o o o
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Picture ki ticket mangvayi
Nahi, nahi, nahi
Koi achchi khabar tum laaye
Nahi, nahi, nahi
Kis kaam mere tum aaye
Kya pyar mein tumne kiya
Tera naam liya o o o, tujhe yaad kiya o o o
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Tune meri kasar kuch jaani, haan
Kabhi di koi prem nishani, hmm
Koi baat kabhi meri maani
Kaisa pyar yeh tumne kiya
Kya kiya, kya kiya, kya kiya
Tera naam liya o o o, tujhe yaad kiya o o o
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Kab banungi main shehzaadi ... abhi
Kab milegi humein azaadi ... abhi
Kabhi hogi hamari shaadi ... abhi yahin chalo
Haaye Ram
Ab dil kyun thaam liya, kyun thaam liya
Ram, Ram, Ram, Ram, Ram, Ram
Tera naam liya o o o, tujhe yaad kiya o o o
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Tera naam liya o o o, tujhe yaad kiya o o o
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Watch Video