Lyric4U
Tere Naal Ishqa

Shivaay

Watch Video
Lyrics
Teri tarah mujhe duniya mein nahi koi chaah sakta
Tere dil mein fikr meri rahe shaam-o-subah
Tere dil mein har pal hardam hai khayal mera hi basta
Tere lab pe zikr mera rahe shaam-o-subah
Tere saath main hoon mehfooz sada
Itna tujhpe hai yakeen mera
Tapti jalti in raahon mein tu saaya mera
Sehra bhi hai gulshan ban jaata
Khushboo ki tarah jab tu aata
Is zindagi mein har ghadi chahoon teri panaah
Tere naal ishqa mera
Tere naal ishqa mera
Lagda ibaadat varga
Tere naal ishqa mera mera zyada
Main de doon sadka zyada
Main de doon sadka
Lagda ibaadat varga
Tere naal ishqa mera mera
Tapti jalti in raahon mein tu saaya mera
Ho ik tere seene se lagkar hi
Mere dil ko aaye sukoon
Jab gham koi sataye mujhe
Main tujhe hi toh dekhoon
Jazbaat mere na koi samjha
Is duniya mein ik tere sivah
Har din, har shab teri baahon mein hai chain mila
Sehra bhi hai gulshan ban jaata
Khushboo ki tarah jab tu aata
Is zindagi mein har ghadi chahoon teri panaah
Tere naal ishqa mera
Tere naal ishqa mera
Lagda ibaadat varga
Tere naal ishqa mera mera zyada
Main de doon sadka zyada
Main de doon sadka
Lagda ibaadat varga
Tere naal ishqa mera mera
Ho tera naam main jis bhi ghadi
Honthon pe laata hoon
Lafzon mein kahin khud hi chupa
Ehtraam main paata hoon
Chahe dekh loon main sara yeh jahaan
Sabse haseen manzar tu mera
Rehta basta nigaahon mein ik chehra tera
Sehra bhi hai gulshan ban jaata
Khushboo ki tarah jab tu aata
Is zindagi mein har ghadi chahoon teri panaah
Tere naal ishqa mera
Tere naal ishqa mera
Lagda ibaadat varga
Tere naal ishqa mera mera zyada
Main de doon sadka zyada
Main de doon sadka
Lagda ibaadat varga
Tere naal ishqa mera mera
Mere sang tu sada
Tu hai saaya mera
Chahoon teri panaah
Mere sang tu sada
Tu hai saaya mera
Chahoon teri panaah
Watch Video