Lyric4U
Tere Mast Mast Do Nain

Dabangg

Watch Video
Lyrics
Taakte rehte tujh ko saanjh savere
Nainon mein haai
Nainon mein haai
Taakte rehte tujh ko saanjh savere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera
Dhadka haai dhadka, dhadka haai
Pehle pehal tujhe dekha toh dil mera
Dhadka haai dhadka, dhadka haai
Jal jal utha hoon main
Shola joh pyar ka
Bhadka haai bhadka, bhadka haai
Neendon mein gul gaye hai sapne joh tere
Badle se lag rahe hai andaz mere
Badle se lag rahe hai andaz mere
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tujh se shuru hui
Tujh pe hi khatam ho
Duniya meri duniya, duniya meri
Tujh se shuru hui
Tujh pe hi khatam ho
Duniya meri duniya, duniya meri
Yeh baat dil mein thi
Nainon ne bol di
Main hoon teri main hoon
Main hoon teri
Tujh ko hi yaad karke
Aahein bharon main
Milke bhi mil na paun
Ab kya karoon main
Milke bhi mil na paun
Ab kya karoon main
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Mahi beaab sa
Dil yeh betaab sa
Tadpa jaye tadpa, tadpa jaye
Mahi beaab sa
Dil yeh betaab sa
Tadpa jaye tadpa, tadpa jaye
Nainon ki jheel mein
Utra tha yoon hi dil
Doaba jaye dooba, dooba jaye
Hosh-o-hawas ab toh khone lage hai
Hum bhi deewane tere hone lage hai
Hum bhi deewane tere hone lage hai
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Taakte rehte tujh ko saanjh savere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Nainon mein basiya jaise nain yeh tere
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Watch Video