Tere Jaisa Yaar Kahan
Yaarana (1981)
Lyrics
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Meri zindagi sanwaari mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe mujhe khaat se uthake
Meri zindagi sanwaari mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe mujhe khaat se uthake
Yaara teri yaari ko
Maine toh khuda maana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Mere dil ki yeh dua hai kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena woh din kabhi na aaye
Mere dil ki yeh dua hai kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena woh din kabhi na aaye
Tere sang jeena yahan
Tere sang mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Watch Video