Tere Haathon Mein Pehnake Chudiyan
Jaani Dushman
Lyrics
Tere haathon mein pehnake chudiyan
O chudiyan haathon mein pehnake chudiyan
Tere haathon mein pehnake chudiyan
Ke mauj banjara le gaya haaye
Ke mauj banjara le gaya le gaya
Tere haathon mein pehnake chudiyan
Tune dil tak toh mera le liya
O le liya dil tak toh mera le liya
Tune dil tak toh mera le liya
Ke woh kya bechara le gaya haaye
Ke woh kya bechara le gaya le gaya
Tune dil tak toh mera le liya
Mere saamne hi koi begana
Mere saamne hi koi begana
Ke roop ka nazara le gaya haaye
Ke roop ka nazara le gaya le gaya
Tu jalta hai kyun re deewane
Deewane tu jalta hai kyun re deewane
Ke woh kya tumhara le gaya haaye
Ke woh kya tumhara le gaya le gaya
Tere haathon mein pehnake chudiyan
Isse mere hi tu naam laga de
Isse mere hi tu naam laga de, jawani tere kis kaam ki
Isse mere hi tu naam laga de, jawani tere kis kaam ki
Dil lega koi mera dilwala yeh baat nahi tere bas ki bas ki
Aaj husn ka jalwa de de
Aaj husn ka jalwa de de
Toh kal se main tauba kar loon haaye
Toh kal se main tauba kar loon kar loon
Saal satra sambhala isse maine
O maine saal satra sambhala isse maine
Re aise kaise tujhe saunp doon haaye
Re aise kaise tujhe saunp doon saunp doon
Tere haathon mein pehnake chudiyan
Tere honthon se lipat jaaun sajni main surki ka rang banke
Tere honthon se lipat jaaun sajni main surki ka rang banke
Tere jaise kayi
Tere jaise kayi lut gaye kunware payal meri jab chhanke jab chhanke
Gora rang na kisi ka hoye
Gora rang na kisi ka hoye
Ke saara jag bairi ho jaaye haaye
Ke saara jag bairi ho jaaye ho jaaye
Saare jag se nipat loon akeli
Akeli saare jag se nipat loon akeli
Ke pehle tu joh mera ho jaaye haaye
Ke pehle tu joh mera ho jaaye ho jaaye
Chhodo jhagde mila lo dil ko
Chhodo jhagde mila lo dil ko
Na raho aise tan tanke haaye
Na raho aise tan tanke tan tanke
Tere ghar mein ujala karde
Tere ghar mein ujala karde
Tu leja isse dulha banke haaye
Tu leja isse dulha banke dulha banke
Watch Video