Lyric4U
Tere Bin Yaara (Reprise)

Rustom

Watch Video
Lyrics
Tere bin yaara
Berang bahara
Hai raat deewani
Na neend gawara
O karam khudaya hai
Tujhe dil mein basaya hai
Khud tootke dil mujhko
Is mod pe laaya hai
O tere bin yaara
Berang bahara
Hai raat begaani
Hai rashq sahara
O tere bin yaara
Berang bahara
Hai raat begaani
Na neend gawara
Maine chhode hai baaki saare raaste
Bas aaya hoon tere vaaste
Meri saanson pe tera naam hai pehchaan le
Maine chhode hai baaki saare raaste
Bas aaya hoon tere vaaste
Meri saanson pe tera naam hai pehchaan le
Maine kiye hazaron minnatein
Mujhe mili na rab ki rehmatein
Ik tu hi mera anjaam hai, yeh maan le
O karam khudaya hai
Tujhe dil mein basaya hai
Khud tootke dil mujhko
Is mod pe laaya hai
O tere bin yaara
Berang bahara
Hai raat begaani
Hai rashq sahara
O tere bin yaara
Berang bahara
Hai raat begaani
Na neend gawara
Watch Video