Lyric4U
Tera Saath Hai Itna Pyara

Janbaaz

Watch Video
Lyrics
Tera saath hai itna pyara
Tera saath hai itna pyara
Kam lagta hai jeevan sara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega duniya mein doobara
Humein aana padega duniya mein doobara
Maine, maine tann mann tujh par vara
Pyaas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega duniya mein doobara
Humein aana padega duniya mein doobara
O tera saath hai itna pyara
Jitni tujh mein hai ada utni hi wafa, utni hi wafa
Jitna jahaan mein pyar hai tujhse mujhe mila, tujhse mujhe mila
Badhti jaaye yeh betaabi
Badhti jaaye yeh betaabi jitna karoon nazara
Humein aana padega duniya mein doobara
Humein aana padega duniya mein doobara
O tera saath hai itna pyara
Pyar ke ek ek pal pe hai sau jeevan qurbaan, sau jeevan qurbaan
Pyar kabhi marta nahi, marte hai insaan, marte hai insaan
Naam ussi ka jeevan hai joh
Naam ussi ka jeevan hai joh tere saath guzara
Humein aana padega duniya mein doobara
Humein aana padega duniya mein doobara
O tera saath hai itna pyara
Kam lagta hai jeevan sara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega duniya mein doobara
Humein aana padega duniya mein doobara
Maine tann mann tujh par vara
Pyaas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Humein aana padega duniya mein doobara
Humein aana padega duniya mein doobara
Humein aana padega duniya mein doobara
Watch Video