Lyric4U
Tera Jadoo Chal Gaya

Tera Jadoo Chal Gayaa

Watch Video
Lyrics
Yeh chahat yeh betaabi
Yeh chahat yeh betaabi nakaam nahi hai
Nakaam nahi hai
Ab mere bina unko bhi
Ab mere bina unko bhi aaraam nahi hai
Seene se yeh dil gaya dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Tera jadoo chal gaya
Tera jadoo chal gaya
Tu mujhko mil gaya
Tu mujhko mil gaya
Humko apne haathon ki lakeeron mein basa lo
Tum hi naseeb apna ab humko bana lo
Humko apne haathon ki lakeeron mein basa lo
Tum hi naseeb apna ab humko bana lo
Hum tum judaa ho jaaye
Hum tum judaa ho jaaye aasaan nahi hai
Seene se yeh dil gaya dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Tera jadoo chal gaya
Tera jadoo chal gaya
Tu mujhko mil gaya
Tu mujhko mil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Ab tum meri baahon mein nigahon mein rahoge
Tum jaan bankar meri saanson mein rahoge
Ab tum meri baahon mein nigahon mein rahoge
Tum jaan bankar meri saanson mein rahoge
Ek tere sivah hothon pe
Ek tere sivah hothon pe koi naam nahi hai
Seene se yeh dil gaya dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Tera jadoo chal gaya
Tera jadoo chal gaya
Tu mujhko mil gaya
Tu mujhko mil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Watch Video