Tayyab Ali
Once Upon A Time In Mumbaai Dobara
Lyrics
Ho frontier pe tere
Aaya hai jawaan
Doorbeen se taake woh
Apna nishaan
Ho frontier pe tere
Aaya hai jawaan
Doorbeen se taake woh
Apna nishaan
(Kya baat hai!)
O ... Tayyab tell me tell me, how how
Tayyab tell me tell me, how how
Ho ladki teri Taj Mahal si
Hum kare wow wow
Arre ladki teri Taj Mahal si
Hum kare wow wow
Kyun hone na de
Banane na de
Salma ko dulhan
Tayyab Ali pyar ka dushman
Haai haai
Mere yaar ka dushman
Haai haai, haai haai
Tayyab Ali pyar ka dushman
Haai haai
Mere yaar ka dushman
Haai haai, haai haai
Ladka aur ladki raazi
Phir bhi na maane qazi
Yeh zid na chhoden
Yeh dil ko todhen
Kyun hone na de
Banane na de
Salma ko dulhan
Tayyab Ali pyar ka dushman
Haai haai
Mere yaar ka dushman
Haai haai, haai haai
Tayyab Ali pyar ka dushman
Haai haai
Mere yaar ka dushman
Haai haai, haai haai
Ah ha ... ah ha
Ah ha ... ah ha
Ah ha ... ah ha
Ah ha ... ah ha
(Arre wah kya baat hai!)
Din tana ... din tana ... aa ha
(Common baby!)
Purana chawal tu
Haai haai
Nayi biryani hum
Haai haai haai
Middle mein kaise dekho
Murgi phad-phadati hai
Tera toh ho gaya
Haai haai
Hum se kyun jalta hai
Haai haai haai
Humko malum teri Fiat kahan jaati hai
Kisi ko pata chala toh P O W pow pow
Kisi ko pata chala toh P O W pow pow
Kisi ko pata chala toh P O W pow pow
Kyun hone na de
Banane na de
Salma ko dulhan
Tayyab Ali pyar ka dushman
Haai haai
Mere yaar ka dushman
Haai haai, haai haai
Hai nigahein tadpofy
Haai haai
Hai armaan bhadkofy
Haai haai haai
Beautiful baby teri
Apne parlour aane de
Jawaani dekho fly
Haai haai
Hai kab se hum toh try
Haai haai haai
Family room mein do couple ko tu jaane de
Dilon ko mila de ab toh N O W now now
Dilon ko mila de ab toh N O W now now
Dilon ko mila de ab toh N O W now now
Kyun hone na de
Banane na de
Salma ko dulhan
Tayyab Ali pyar ka dushman
Haai haai
Mere yaar ka dushman
Haai haai, haai haai
Haai haai ... haai haai
(Arre waari jaun!)
Watch Video