Lyric4U
Tay Hai

Rustom

Watch Video
Lyrics
Tere bin jee na paunga
Sach much mar hi jaunga
Yeh tay hai, yeh tay hai
Hasna rona tujhse hi
Mera hona tujhse hi
Yeh tay hai, yeh tay hai
Maujood hai har saans mein
Tu har dafa, yeh tay hai
Tu hai dawa ya dard hai
Par hai mera, yeh tay hai
Maujood hai har saans mein
Tu har dafa, yeh tay hai
Tu hai dawa ya dard hai
Par hai mera, yeh tay hai
Tere bin jee na paunga
Sach much mar hi jaunga
Yeh tay hai, yeh tay hai
Tu naseebon sa mere haathon pe
Shuru se likha hai
Mera haq hai tu
Aasmano se mujhe jodta hai
Tere kadmon pe jahaan rakh doon main
Kabhi joh kahe tu
Koi shaq ho toh
Aazma lena kisi din mujhe
Maujood hai har saans mein
Tu har dafa, yeh tay hai
Tu hai dawa ya dard hai
Par hai mera, yeh tay hai
Maujood hai har saans mein
Tu har dafa, yeh tay hai
Tu hai dawa ya dard hai
Par hai mera, yeh tay hai
Tere bin jee na paunga
Sach much mar hi jaunga
Yeh tay hai, yeh tay hai
Watch Video