Tashan Mein
Tashan
Lyrics
Hey taali bajave, naache gaave
Hey taali bajave, naache gaave
Rab hove shareekh jinke jashn mein
Taali bajave, naache gaave
Hey taali bajave, naache gaave
Rab hove shareekh jinke jashn mein
Apni toh baat magar kuch nirali hai
Apne toh khoon mein ishq ki laali hai
Hoye apna jeena toh jeena
Tashan mein, tashan mein, tashan mein, tashan mein

(Sargam)
Dhoop tashan hai, raat tashan hai
Apni toh har baat tashan hai
Kaise bhi halaat tashan hai
Waise insaan hai
Tede apne karam huye hai
Hum suraj pe garam huye hai
Kabhi sharam pe sharam huye hai
Thode naadan hai
Humse hairaan hai teer sikandar ka
Humpe qurbaan hai neel samundar ka
Humse hairaan hai teer sikandar ka
Humpe qurbaan hai neel samundar ka
Hum jaise hai kismat ke lakh sawari hai

Watch Video